paxworking.blogg.se

Prithviraj chauhan episode 20
Prithviraj chauhan episode 20







Tumne jo sab kiya hai, bhala aur bura, tumne pyar ke liye kiya hai, tumnne apne chotte bhai ko prem ke liya pala, tumne pyar ke liye poori duniya ke liye ladai ladi, vo tum ho. Mein janta hoon ki tum svayam ko kaise dekhte ho Dean, tum apne aap ko us hi tarah dekhto ho, jis tarah hamare dushman tumhe dekhte hai, tum vinashkari ho, tum toote huye ho, tum krodhit ho, tum apne pita ke kund yantr ho, tumhe lagta hai ki dvesh aur krodh tumhe prerit karte hai, ki vahi tumhari ruh hai, par vo nahi hai, aur jo bhi tumhe janta hai vah ise pehchanta hai. Kisi ki sacchi kushi, use paane mein nahi, vah sirf use kehne mein hai, vah sirf hone mein hai. Mujhe kabhi koi uttar na mila, kyonki meri jo ek akanksha hai, wo mein kabhi nahi pa sakta, par mujhe lagta hai, mujhe lagta hai ki main ab janta hoon. Tumhe pata hai, jab se meine vo bojh uthaya, vo shrap, mein soch mein pad gaya, ki vo kya ho sakta hai, mera saccha sukh kaisa dikh sakta hai.









Prithviraj chauhan episode 20